Bewafai shayari for whatsapp, Facebook: –
Bewafa Shayari
- Na karna wafa ki chahat kisi se, siwae dhoke ke kuch or na milega
Zindagi bhi kaha wafa nibhati hain, ek din maut ke hawale kar hi deti hain
Bewafa Shayari in Hindi
- Mere aasuon ki wajah teri bewafai bani hain
yaad rakhna tere gunaho ki bhi saja usne mukammal kar rakhi hain
Bewafa shayari in Hindi motivational
Galib kehta hain,
- Na kar zaaya tere assuon ko uski bewafai par,wo teri mohabbat ke layak na thi
Kar shukra upar wale ka jisne use teri zindagi se jaldi rustak kar diya
Bewafa shayari for girlfriend
- Zindagi me aage badhne ka haq har kisi ka hain
sahi galat chunne ka faisla hum sabhi ka hain
Kaun hu me jo use zamane me sharamsar karu
apni galtiyo par parda dal use bewafa kahu
Bewafa shayari status in Hindi for Whatsapp
- Bewafai ka tajurba hi lena bacha tha zindagi me
Aapki dastak ne wo bhi pura kar diya
Bewafa shayari for bodyfriend
- Kaate nahi phool daga diya karte hain
khubsurat hi zindagi me rang badla karte hain
- Dualat se bhari thi jeb kal tak, har koi wafa ke kaside padh raha tha
jeb kya khali hui hamari, har kareebi karwat leta nazar aa raha hain
- Zindagi dene wale maa-baap sa saga kahi nahi milega
zarurat padne par wahi rishta khoon ka aakhri katra dene se bhi na piche hatega
- Kya lade zamane se mohabbat me, hamari mohatarma ko humpar aitbaar nahi
laga diye ilzam humpe bewafai ke, bhej diya khaat judaai ke
- Kya thi khata hamari jo chod gaye aap bich safar me
na karna rukh fir kabhi hamare, band ho gaye har darwaje wapsi ke
- Jinhe kaato se bichi rahe na rok payi, jinke aage angaar bhi na tik payi
unki kashti ko bewafai ne dubo diya, Jite jee unhe khamosh kar diya